Har pal ka ehsaas tumse hai . Kahne ko dost khwabo me har roz mere dukh me jo roye meri khushi jo kahe har lamhe me jo sath na hoke bhi wo mere pass jiski har ek saas jiska har ek ehsaas labho par nahi par dil me aas izazt se nahi udi aasman jo tumne mera kiya galtiya jo maine ki saath tum hamesha the raat jo maine ro ke bitayi gale lag jaane ka armaan dil me jagaye siskiya meri sun wo ghabraye bachpan ke din saath jo bitaye ladakpan ki yaadein sanjoyi jo saath duniya se lade dosti jo nibhayi andhero me parchayi ne bhi saath choda kandha tumhara fir bhi na khoya taro ki tim tihahat hamari shrarat har pal aaj tumhara hai kaash kaho, tamana kaho bachpana kaho ya mera pagalpan jindagi me tum na ho to jeena bemani saath kabhi jo tumhara na ho har ek yaad begani paudha ab jo bada hua, phool ye ab mere hai kal agar ye chota sa sapna toota jindagi ke bandhan bhi chootenge aahat bhi na hogi tum saath na hoge har pal ka janaja tumhare kandho pe hoga. -khush...